hum sab ke rakha waale
sine pe gooliyan jhealne waale
maa ka maan rkhane waale
un sachche saputon ko salam
darr kar kabhi na bhagna sikha
bas har mushkil se ladana sikha
desh ke dushmanon ko maarna sikha
desh ki khatir marna sikha
kash desh ka har saput aisa ho
jo jiye desh ki khatir,
desh k liye hi marna ho
koai dhek naa ske buri najroon se
phir na koi mumbai si ghatna ho
main bhi maa ka ek laal hun
desh ki halat se thoda behaal hun
ab dekhana,
main kya kar sakta kamal hun
abhi to aam aadmi ke naam se badnaam hun...
दुनिया कुछ और नहीं एक बड़ा घर समझ लो
poem is for all my dear friends and juniors who are sad and shedding tears because its time to say gud byee to each other,as we are passing out of the college...
दुनिया कुछ और नहीं एक बड़ा घर समझ लोकिरायदार बदलते रहते हैं ,
मकानमालिक कभी बदलता नहींअलगाव भी ज़रूरी है की दुनिया का दस्तूर है यही
बिछोह नहीं ये मन का ,बस एक कमरे से निकल कर दुसरे कमरे में जाना है
कल तक जो मेरा था ,आज वो तुम्हारा है और कल वही किसी और का हो जाना है
गर दीवारे गिरा भी दी तुमने ,पर आँगन तो हमेशा उतना ही है
हंसी ख़ुशी से बिता दो ये वक़्त की ये साथ आखिर कितना ही है
अन्दर से चाहे जितने अलग हो पर सब कमरों की छतें तो मिलती ही हैं
बगिया सब की अपनी अपनी है पर हर चमन में कली एक प्यार की खिलती ही है
की दुनिया कुछ और नहीं एक बड़ा घर समझ लो
कमरा बदलने का दुःख न मनाओ की ठिकाना तो हमेशा यही रहेगा
जीवन कोई मंजिल नहीं ये तो एक सफर है जो चलता ही रहेगा
कल तक हम अनजान थे आज इन दीवारों में हमारी हंसी गूंजती है
और कल
फिर इस बड़े से घर में कही खो जायेंगे
पर जुदाई पर अश्क न बहाओ की अब हम अनजान नहीं है
जो परसों किसी और चारदीवारी में मिले तो तुम्हे ज़रूर पहचान जायेंगे
की दुनिया कुछ और नहीं एक बड़ा घर समझ लो
जो मेरा भी हे तुम्हारा भी हे इसीलिए इसे हमारा समझ लो
AATMA-PARICHAY
MAIN JAG-JIVAN KA BHAR LIYE PHIRTA HUN,
PHIR BHI JIVAN MAY PYAR LIYE PHIRTA HUN;
KAR DIYA KISI NE JHANKRIT JINKO CHHUKAR,
MAIN SANSON KE DO TAAR LIYE PHIRTA HUN!
MAIN SNEHA-SURA KA PAAN KIYA KARTA HUN,
MAIN KABHI NA JAG KA DHYAN KIYA KARTA HUN,
JAG POOCHH RAHA UNKO, JO JAG KI GAATE,
MAIN APNE MAAN KA GAAN KIYA KARTA HUN!
MAIN NIJ UR KE UDGAAR LIYE PHIRTA HUN;
MAIN NIJ UR KE UPHAAR LIYE PHIRTA HUN;
HAI YAH APURN SANSAR NA MUJHKO BHATA,
MAIN SWAPNON KA SANSAR LIYE PHIRTA HUN!
MAIN JALA HIRDAY MAY AGANI, DAHA KARTA HUN;
SUKH-DUKH DONO MAY MAGNA RHA KARTA HUN;
JAG BHAV-SAGAR TARNE KO NAAWA BANAYE,
MAIN MAAN-MOJON PAR MAST BAHA KARTA HUN!
MAIN YOWAN KA UNMAAD LIYE PHIRTA HIN,
UNMAADON MAY AWSAAD LIYE PHIRTA HUN,
JO MUJHKO BAHAR HANSA, RULAATI BHITAR,
MAIN, HAYE! KISI KI YAAD LIYE PHIRTA HUN!
KAR YATNA MITE SAB, SATYA KISI NE JANA ?
NADAAN WAHIN HAIN, HAYE, JAHAN PAR DANA!
PHIR MUDH NA KIYA JAG, JO IS PAR BHI SIKHE ?
MAIN SIKHA RAHA HUN, SIKHA GAYAN BHOOLANA!
MAIN AUR, AUR JAG AUR, KAHAN KA NATA,
MAIN BANA-BANA KITNE JAG ROJ MITATA;
JAG JIS PRITHIVI PAR JODA KARTA VAEBHAV,
MAIN PRTI PAG SE US PRITHIVI KO THUKRATA!
MAIN NIJ RODAN MAY RAG LIYE PHIRTA HUN,
SHEETAL VAANI MAY AAG LIYE PHIRTA HUN;
HON JIS PAR BHUPON KE PRSAAD NICHHAVAR,
MAIN WAH KHANDAHAR KA BHAG LIYE PHIRTA HUN!
MAIN ROYA, ISKO TUM KAHTE HO GANA,
MAIN PHOOT PADA, TUM KAHTE CHHAND BANANA;
KYON KAWI KAHKAR SANSAR MUJHE APNAYE,
MAIN DUNIYA KA HUN EK NAYA DEEWANA !
MAIN DEEWANON KA VESH LIYE PHIRTA HUN,
MAIN MADAKATA NIH-SHESH LIYE PHIRTA HUN;
JISKO SUNKAR JAG JHOOM JHUKE LAHRAYE,
MAIN MASTI KA SANDESH LIYE PHIRTA HUN !